"Jo Tum Mere Ho"
Hairaan hoon
Ki kuch bhi na mangu kabhi main
Jo tum mere ho
Aisa ho kyun?
Ki lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mere ho
Jo tum mere ho
Toh main
Kuch nahin maangoon
Duniya se
Aur tum ho hi nahin
Toh main
Jeena nahin chahoon
Duniya mein
Aur nazron mein mere
Ik Jahan hai
Jahan tu aur main
Ab saath hain
Aur wahan
Koi nahin
Tu aur main hi
Haye
Aur aaogay
Aise aaogay
Teri meri kya yeh rahein
Yoon judi hain?
Aur raahon mein hi
Jo tum aye kabhi
Hum toh pyaar se hi
Maar jayengay
Aur aaogay
Aise aaogay
Teri meri kya yeh rahein
Yoon judi hain?
Aur raahon mein hi
Jo tum aye nahin
Hum toh phir bhi tumhein hi
Chahengay
Jo tum mere ho
Toh main
Kuch nahin maangoon
Duniya se
Pooche yeh tu
Ki tujhmein main kya dekhta hoon?
Jab charo taraf aaj
Kitne hi sare nazare hain
Janay na tu
Khud ko yoon
Na janay kyun?
Nazron se meri yahan
Dekho na khud ko zara
Dekho na dekho na
Zulfon se
Kaise zulfon se
Teri chupti pyari pyari si
Muskaan hai
Aur nazarein jhuki
Aur nazarein uthi
Toh main kya hi karoon?
Barbaad main
Tere hothon ko
Tere hothon ko
Jinse rakhti mere pyare pyare
Naam hai
Aur dil ka tere
Aur dil ka tere
Ab main kya hi kahoon?
Kya baat hai!
Aur haan
Dekho yahan
Kaise ayi do dilon ki
Yeh baraat hai
Par kya
Khula aasmaan
Yaan phir lai yahan zoro se
Barsaat hai?
Chahein ho chaye bhi badaal toh
Chahein phir bhi tumhein
Kya, pata tum ko?
Maangoon na kuch aur jo
Tum mere ho
0 Comments